सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

मोबाइल में पानी चले जाएं तो अपनाये ये स्टेप्स

BARISH ME PHONE BHEG JAYE TO KYA KARE OR KYA NA KARE :- Desh ke jyatar Hisso Me Mansun ne Dastak de di hai Aise me ho Sakta hai ki aap or Aapka Smartphone phone Barish ki Chapet me aa jaye Aise me Ham Aapko Un Bato ke Bare me Batane ja Rahe hai Jinhe phone ke Gila Hone ya Bhig jane Par  Dhayan Dena jarure hai Choti se Laparwahi Apke phone ke Kharb hone se Lekr kise Durghatna ka Karan Ban Sakti Hai. Phone Ko Machine  Se Na Sukhaye:-      Agar Aapka Phone Bheg Gaya Hai ya Fir Gila ho gya hai to Sabse Pehle Use Switch Off kr de Aise me Phone Ko Bhul kar bi kise Machine jaise dryer se sukhane ki kosis na Kare Dryer ki Garm Hawa Se Aapke Phone ki Body ya Display ko Nuksan ho Sakta hai Eske Alawa Dryer ki Garm Hawa se Phone ke Circuit  sakte Hai. Dusre Device se na Kare Connect  :-     Kayi Bar Data ke Delete Ke Dar se User Gile Phone ko Laptop ya PC se Connect karne Lagta Hai Aise meYah Aapko Phone or Laptop Dono ke Liye Khatrnak Ho Sakta Hai. Gila Phone Leptop Dusre
हाल की पोस्ट

Facebook New Update May 2018

Facebook Post Ko Whatsapp Me Share Kare:- Facebook par Post ki Gayi Post Ko Aap Jald he whatswhapp Me Share Kar Sakenge.Bataya Ja raha hai ki mobile App ke Liye Facebook Naye Feature ki Tasting Kar Raha Hai. facebook Ke Beta Version Ka Use Karne Wale Users Ne Es Baat Ki Janakari Di Hai. Halaki, Whatsapp Or Facebook ki taraf se Es Baat Ki Official Jabakar Nahi Di gayi Hai, facebook App  me Share Button me Click Karne Ke Baad User Ko 'Share Now' Or 'Right Now ' Ke Options Dekhne Ko Milte Hain.Magar Beta Version Me Send In Whatsapp Option Bhi Dikhayi de Raha Hai. Facebook ke Es Option Me Click Karke Aap Apni Facebook post,Image & Videos ko Whatsapp ke Kisi Bhi Contact Ke Sath Bahut He Ashani Se Share Kar Sakte Hain.iske liye facebook se Ek Link Generate hoga,kuch user ke liye yah feature bahut kaam ka ho sakta hai khas kar ki Business Community ke liye. Facebook ka focus Bhi business ke liye Es feature ke use ko Badhana Hai,jisse ki Brand Aur User Do

How To Rank Video On Youtube

 How To Rank Videos On YouTube:- Hello Dosto Kaise Ho Aap Asha Karta Hu Aap Ache Honge. Dosto Agar Aap Ka Ek Youtube Channel hai to Ye Article Apke Liye Hai Dosto Aaj Me Apko Ek aise App Ke Bare Batane Ja Raha Hu Jisse Aap Apni Youtube Videos Ko Rank Karwa Sakte Hain, Tags Ki Ranking Check kar sakte Hain,Video Ka Topic Create Kar Sakte Hain,Agar Aap Ko Janna hai Ki Kaise Aap Apni Videos Ko Rank Karte Hain to Ye Article Last Tak Ache Se Pade. How to Rank Videos On YouTube:- Friends Agar Apki Videos Par Views Aur  subscriber Nahi Aate Hain to AAJ Apki Ye Problem Solve Ho Jayegi.Jin Logo Ke Pass Laptop ya PC hota Hai To Wo Log Apne Browser ke Extension Me Vidiq Ya Tube buddy ko Add Karke Videos Ko Rank Karte The.   Aaj me Apko Apni Videos Ka SEO Karne Ya rank Karne Ke Liye Ek Tool Ke Bare Me Bataunga Jiska naam Sunkar Aap Uchhal Padenge,Sath He Pc Or Laptop Me Use Hone Wale Extension Ko Android Mobile Me Use Kar Sakte Hain. Dosto Apke Liye Khuskhabri Hai Kyuki Window me Use Ho

Jio IPL offer 251 Only

Jio  IPL 2018 Offer Only ₹251 Me 102GB Data:- Fayde:- 1)IPL 2018 ke Suru Hone Se Pehle Jio Ne 251 Rupye Ka Naya Plan. 2)102 GB Data Wo bhi 51 Days Ke Liye. 3) Live Match Aur Bahut Kuch.     Dosto IPL Suru Hone Se Pehle India Ki 4th Sabse Badi Telecom Company Reliance Jio Ne 251 Ka Plan Diya Hai Jisme User Ko 251 Me 102 GB data Aur 51 Din Ki Validity Milegi Aur Live TV ka Maza Le Sakte Hain.. 51 Days Tak IPL chalega jisme Roz 2GB data User Ko Milega Sath me Unlimited Call + Daily 100Msg  + Free Jio Apps Ka maza le Sakte Hain.   Jio Cricket play Games    Jio Ne IPL session Suru hone Ke Sath SATH live Mobile Game Ki Suruwat Ki Hai jiska Maza User Apne Smartphone Me Utha Sakte Hain.Ye Fame 11 Language Me Ayega aur User Ko cricket ki  Real Time Jhalak dekhne ko Milegi.

Twist Drill Parts (Drill Part 4)

Hello Dosto Kaise Ho Aap Pichale Article Me mene Apko Twist   Drill Ke Kuch Bhago Me Bataya Tha Es Article Me Apko Aur Bhago Ke Bare Me Bataya Tha.. Pichhale Article ko Padne Ke Liye Aap Link Me Ja Kar Pad Sakte Hain..  Drill Part 3 To Dosto Suru Karte Hain Es Article ko.. 3)Neck :-          Yah Bhag Bi Kewal Taper Shank Drill Me Hota Hai Yah Shank Or Bodi Ke Bhech Ka Plen Silidrkl Bhag Hota Hai Jis Par Drill Ka Size Likha Hota Hai Aur Drill Ka Material Likha Hota Hai. 4) Body         Drill ke jis bhag me flute kate hote hai use body kahate hai. Drill ki body me Ninmlikhit bhag hote hain:- 1)Flute 2)Margin 3)Lang 4)Body clearance & Web Etc.. 5) Flutes           Drill ki body me jo Ghumawdar Sprial Groove kate hote hain Unhe flute kahate hai n flutes ke Nimnlikhet karya Hote Hain:- 1)Yah Cutting Edge banate hai Matalb drill me jitne Flute hoge utne hi Cutting edge banenge. 2)Eske dwra chips bhahr aasani se niklte hai 3)Enki shayata se coolentt prawaha Po

Twist Drill ( Drill Part -3)

Twist Drill:- Hello Dosto Kaise Ho Aap Pichale Article Me Mene Apko  Flat Drill  ke Bare Me Bataya Tha Aaj Es Article Me Twist Drill Ke Bare Me Bataunga.. Yah Aajkl ka sabse Aadhunik drill hai esse drilig karne me sabse  (latest) adhik Suvidha RaHti hai Es drill se drilling krne Par  kata huaa burada (cutting chips) Aasani se bhahr Aa jate hain or coolent bhi Point tk aasani se pahuch jata hai yah drill High Carbon steel or High Speed Steel ka bana hota hai eska ek sira plain cylendrical ya Taper hota hai jise shank kehte hai Aur bich ke bhag me Ghumawdar jhirriya (flutes)kate hote hai or dusre sire par Conical Satah hoti hai jise Point kahte hain. Parts Of Drill: 1 - Tang 2  -Shank 3  -Neck 4  -Body 5  -Flutes 6  -Land 7  - Margin Line 8  - Body Clearance 9  -Point 10 -Point Angle 11 -Cutting Edge 12  -Lip Clearance 13 -Heel 14 -Web 15 -Chisel Edge Angle 16 - Helix aAngle 1) Tang:-          Yah Bhag kewal Tapr Saink Drill Me Hota Hai Yah Drillg Machine Ke

DRILL Kya Hota Hai Chapter 2

Hello Friends Pichle Article Me Mene Apko Flat  #Drill Ke Bare Me Bataya Tha,Jo Ki Drill Ka Pehla Chapter Tha. Aaj Me Apko Drill Chapter 2 Me #Straight Fluted Drill Ke Bare Me Bataunga. Dosto Es Drill Ki Body Me Do Straight Flute Ek Dusre Ke Samanter Or Viprit Sthiti Me Kate Hote Hain . Twist Drill Ki Apeksha Ye Kam Dhatu Katata Hai.Aamtaur Par Yah Chhote sizo me Bana Hota Hai.iska Prayog mukhyatah narm dhatuon ki cutting ke liye kiya jata hai. jaise :- Tamba,Petal,aur Aluminium Etc. Straight fluted drill straight shank aur taper shank dono me Bane Hote Hain. Chote Size Ke Straight shank straight fluted drill ko yureka drill bhi Kehte Hain. Es drill ka Upyog sprey Pump ki nipple Me Surakh Karne Ke Liye kiya Jata hai. Yah 0.0138Inch se 0.01964 Inch tak ke Sizo Me Milta Hai,yah Drill Wire Gauge Size me Bhi Milta Hai. Yah High Carbon Steel Aur High Speed Steel Ka Banaya Jata Hai. Twist Drill Ki Janakari Me Apko Agle Article Me Dunga (Drill Chapter 3) .